Tuesday, October 2, 2018

pyaar te satkaar


langhya sama na waapis aanda
kyu supne di gal karda ,
apna aj saawro ehi ardaas karda
evein mitti nahi karida kise de ehsaana nu
na kado apne ander de shaitaana nu
sab kuch disda , disda 4 chpure
supne aakhir supne hunde
na was tere na was mere.
rabba devin suneha ode dost da
rista hunda satkaar te pyaar da
haassa na ban jaave mere yaar da

ਲੰਘਿਆ ਸਮਾਂ ਨਾ ਵਾਪਿਸ ਹੁੰਦਾ
ਕਿਉਂ ਸੁਪਨਿਆਂ ਦੀ ਗੱਲਾਂ ਕਰਦਾਂ
ਆਪਣਾ ਅੱਜ ਸਵਾਰੋ ਮੈਂ ਇਹ ਹੀ ਅਰਦਾਸ ਕਰਦਾਂ

ਐਵੇਂ ਮਿੱਟੀ ਨਹੀਂ ਕਰੀ ਜਾ ਕਿਸੇ ਦੇ ਅਹਿਸਾਨਾਂ ਨੂੰ
ਨਾ ਕਡੋ ਅੰਦਰ ਦੇ ਸ਼ੈਤਾਨਾਂ ਨੂੰ
ਸਬ ਕੁਛ ਦਿਸਦਾ , ਦਿਸਦਾ ਚਾਰ ਚੁਫੇਰੇ
ਸੁਪਨੇ ਆਖ਼ਿਰ ਸੁਪਨੇ ਹੁੰਦੇ
ਨਾ ਵਸ ਮੇਰੇ ਨਾ ਵਸ ਮੇਰੇ

ਰੱਬਾ ਦੇਵੀਂ ਸੁਨੇਹਾ ਉਦੇ ਦੋਸਤ ਦਾ
ਰਿਸ਼ਤਾ ਹੁੰਦਾ ਸਤਕਾਰ ਤੇ ਪਿਆਰ ਦਾ
ਕੀਤੇ ਹਾਸਾ ਨਾ ਬਣ ਜਾਵੇ ਮੇਰੇ ਯਾਰ ਦਾ (ਵਿੱਕੀ)




Friday, September 28, 2018

kaash hoti meri bhi ek pyaari behan

kaash hoti meri bhi ek pyaari behan
jisse laad ladaata
jiski har shaararat ko sajaata
agar roothti to manaata
kya kheil ho jaata ,dil ko mil.jaata chain
kaash hoti meri bhi ek pyaari behan

sab buri nazron se bachaye mera saya
jab wo pyaar se kehti mujhko bhaiya
janamdin pe ghar ko pura sajaata
milta sukh jab main lori de kar sulata
kya kheil ho jaata ,dil hota bechain
kaash hoti meri bhi ek pyaari behan

rishta atoot hota , hota sab janmo ka
sab dukh har leta , milta na dukh usko apno ka
bidaai pe ro leta jaise tuta ho fal kisi peid ka
milti har khushi usko jaise hota joker kisi kheil ka
kya kheil ho jata ,dil rota din rein
kaash hoti meri bhi ek pyaari behan

काश होती मेरी भी एक प्यारी बहन
जिससे लाड़ लड़ाता
जिसकी हर शरारत को सजाता
अगर रूठती तो मैं मानता
क्या खेल हो जाता , दिल को मिल जाता चैन
काश होती मेरी भी एक प्यारी बहन

सब बुरी नज़रों से बचाये मेरा साया
जब भी कबि उसने भैया कह कर पुकारा
उसके हर जन्मदिन पे घर सजाता
मिलता सुख जब मैं लोरी दे कर सुलाता
क्या खेल हो जाता , दिल भी हो जाता बेचैन
काश होती मेरी भी एक प्यारी बहन

रिश्ता अटूट होता है , होता जन्मो जन्मो का
सब दुख हर लेता , मिलता न दुख उसको अपनों का
बिदाई पर लो लेता जैसे टूटा हो फल किसी पेड़ का
मिलती हर खुशी उसको , जैसे में होता जोकर किसी खेल का
क्या खेल हो जाता , रोता ये दिल दिन रैन
काश होती मेरी भी एक प्यारी बहन
(विक्की)

Sunday, September 16, 2018

प्यार या धोखा pyaar ya dhokha

आज पता चला प्यार किसे कहते हैं
जिसे जी लो वो ही है मौका
जो ना जी पाए उसे मिलता है धोका

प्यार सिखाता है बहुत कुछ
सिखाता दर्द का रिश्ता वोभी टूटा भिकरा
टुटे बिखरे सपनों का सहर
रेत में जैसे किसी मजनू का महल

दर्द भरा है ये एहसास का मंजर
जैसे चलाया हो बेदरदी से खंजर
प्रभू खेल बनाकर रख दिया लोगों ने
हम जैसे इसमे लगे है खोने
जीना मुशकिल हो गया इतने धोकों से
अब मुक्ति मिल जाये इन बेनामी चेहरों से
(विक्की)

aaj pata chala pyaar kise kehte hain
jisey jee lo wo hi hai mauka
jo na jee paaye use milta hai dhokha

pyaar sikhaata hai bahut kuch
sikhata dard ka rishta tuta bikhra
tute bikhre sapno ka sehar
reit mein aise jaise kisi majnoo ka mehal

dard bhara hai ye ehsaas ka manjar
jaise chalaya ho bedardi se khanjar
raba khel bana kar rakh diya logon ne
hum jaise isme lage hain khone
jeena mushkil ho gya itne dhokon se
ab mukti mil jaaye in benaami cheron se

Saturday, September 15, 2018

kis.at ka teda pan

किस्मत का टेढ़ापन उलझन बनता जा रहा ।
जो कर गुजरूं वो गलत होता जा रहा ।
मैं वक़्त से भागा , इसी कशमकश में जा रहा ।
यह क्या हो रहा कुछ समझ में न आ रहा ।।

बादलों को देखूं तो पानी बरसे ।
आंखों से देखूँ तो आंसू छलके ।
किस से क्या कहूँ ये केहर बरपे ।
दिल ये नादान हुआ परेशान ।
बिन सियाही ये कलम भी छलके ।।

कोई होश नही सब बेहोशी सी हो रही ।
ना चाहते हुए गुलामी की जंजीरे पड़ी ।
ऐ मेरे मालिक कोई रास्ता दिखा ।
क्यों बिखरे बिखरे कब जाकर पानी में मिले ।
मुझे दागों से बचा , मुझे खौफ से बचा ।
मुझे गिरने से बचा , यही दुआ लेकर तेरे दर पे खड़ा ।। v21।।

kismat ka teda pan uljhan banta ja raha
jo karu wo galat hota ja raha
main waqt se bhaga
isi kashmkash me ja raha
ye kya ho raha kuch samjh mein na aa raha
baadlo ko dekhu to paani barse
aankh ko dekhu to aansu barse
kis se kya kahu kyu ye kehar barpe
dil ye naadaan hua pareshaan
bin siaahi ye kalam bhi chalke.
koi hosh nahi sab behoshi c ho rahi
naa chahte hue gulaami ki janjeer padi.
aey mere maalik koi rasta dikha
u bhikre bikhre kab jaa kar paani mein mile.
mujhe daagon se bacha mujhe kauf se bacha
mujhe girne se bacha yahi dua lekar tere dar pe khada.

chad diitiya ne apan v safaia

ਛੱਡ ਦਿੱਤੀਆਂ ਨੇ ਆਪਾਂ ਵੀ ਸਫਾਇਆਂ ਦੇਣਿਆਂ
ਸਾਰੀ ਜਿੰਦੜੀ ਪਛਤਾਵੇ ਵਿੱਚ ਰਹਿਣੀਆਂ

ਸਿੱਧੀ ਜੇਹੀ ਗੱਲ ਏ ਆਪਾਂ ਚੰਗੇ ਬੰਦੇ ਨਹੀਂ
ਤੁਸੀ ਜੋ ਕਹਿ ਤਾ ਓਹਿਯੋ ਠੀਕ ਸਦਾ ਇਹੀਯੋ ਗੱਲ    ਕਹਿਣੀਆਂ

shikast

kaise kya mila hai insaan ko
milta hai bus usko dhokha
roka par na liya dusra mauka

likhu main kise liye jiska ho door basera
luta kar sub kuch wo hua na kabi mera
kabhi chupa hona ,kabhi miita hona
do rang ka sapna, jo ho na kabhi pura

de de mujhe is jaal se chutkaara
chodo naatak bus ab ye dil hara
ab maine jaana no hai wo mera
dil k zhakam ko ab kyu kureda

dil ki baazi haar , har baazi mein fatkaar
gum ko galey laga , dard ko chupa
fir raah mein jaane se no hogi dikkat
fir nah hogi kisi pariksha mein shikast.

tutiyan kishtiya

Tutiyan kistiya nu Chad dena chahida aladiye
eve kismat de naal kyu ladiye
Kittey teri azaadi da roda na ban javey
rooh di ki gal kardi e hun jism v chadan nu jaavey

kithey tuti kasti da v koi kinara hunda
jidhey paley gehra paani , na koi sahara hunda
paar samundran paar kise raah vch  sukoon mil jaavey
rooh di ki gal kardi e hun jism v chad jaavey

ikaley tairna pena ena kaaliya raatan vich
jeena pena tutey taarey di aasan vch 
rab nu karey pukaar bedi nu paar lag jaavey
rooh di ki gal kardi e hun jism v chad jaavey

ਟੂਟੀਆਂ ਕਿਸ਼ਤੀਆਂ ਨੂੰ ਛੱਡ ਦੇਣਾ ਚਾਹੀਦਾ ਅਲੜੀਏ
ਐਵੇਂ ਕਿਸਮਤ ਦੇ ਨਾਲ ਕਿਊ ਲੜੀਏ
ਕੀਤੇ ਤੇਰੀ ਆਜ਼ਾਦੀ ਦਾ ਰੋੜਾ ਨਾ ਬਣ ਜਾਵੇ
ਰੂਹ ਦੀ ਕੀ ਗੱਲ ਕਰਦੀ ਏ ਹੁਣ ਜਿਸਮ ਵੀ ਛੱਡਣ ਨੂੰ ਜਾਵੇ

ਕੀਤੇ ਟੂਟੀ ਕਿਸ਼ਤੀ ਦਾ ਵੀ ਕੋਈ ਕਿਨਾਰਾ ਹੁੰਦਾ
ਜਿਦੇ ਪੱਲੇ ਗਹਿਰਾ ਪਾਣੀ , ਨਾ ਕੋਈ ਸਹਾਰਾ ਹੁੰਦਾ
ਪਾਰ ਸੁੰਦਰਾਂ ਪਾਰ ਕਿਸੇ ਰਾਹ ਵਿਚ ਸੁਕੂਨ ਮਿਲ ਜਾਵੇ
ਰੂਹ ਦੀ ਕੀ ਗੱਲ ਕਰਦੀ ਏ ਹੁਣ ਜਿਸਮ ਵੀ ਛੱਡਣ ਨੂੰ ਜਾਵੇ

ਇਕਲੇ ਤੈਰਨਾ ਪੈਣਾ ਏਨਾ ਕਾਲੀਆਂ ਰਾਤਾਂ ਵਿਚ
ਜੀਣਾ ਪੈਣਾ ਟੂਟੇ ਤਾਰਿਆਂ ਦੀ ਆਸਾਂ ਵਿਚ
ਰਬ ਨੂੰ ਕਰੇ ਪੁਕਾਰ ਮੇਰੀ ਬੇੜੀ ਨੂੰ ਪਾਰ ਲੱਗ ਜਾਵੇ
ਰੂਹ ਦੀ ਕੀ ਗੱਲ ਕਰਦੀ ਏ ਹੁਣ ਜਿਸਮ ਵੀ ਛੱਡਣ ਨੂੰ ਜਾਵੇ
(ਵਿੱਕੀ)

Tuesday, August 21, 2018

।khat!ख़त।

ye aakhri khat tha mera kisi k liye.
kyu majboor karu kisi ko kisi k liye.
jaan lena k nahi hai unmein ab wo khushi mere liye.
to chod kyu nahi deta unko unki khushi k liye.

shabdon k jaal mein main sab ko ghumata hu.
shayad logo ko lage hai  main unko uksaata hu.
dekar gum apne dil ke unko sataata hun.
pyaar mera lage kisi ko paagaley ki nishaani
to kyu main unse door jaane se katraata hu.

main kehta bhi rahu fir bhi na yakeen hoga.
izzat hogi , maan ,satkaar hoga par pyaar na hoga.
hona hoga to dil se hoga , u khamoshi se bus aagaaz na hoga.

din bhar yahi socha k ab gale laga lu apni khushi ko.
shayad kisi baat ka intzzar ho meri rooh ko.
shaam dhale, chaley jaise dil jaley
in toote jameer ko liye
ab shikayat na rahe kisi se , ye khwaab liye , gungunaate chal diye.
(v21)

यह आखरी ख़त था मेरा किसी के लिए
क्यों मजबूर करू किसी को किसी के लिए
यह जान लेना के नही है उनमें अब वो ख़ुशी मेरे लिए
तो छोड़ क्यों नही देता में उनको उनकी खुशी के लिए

लगता है लोगों को कि
मैं अपने शब्दों के जाल में मैं सब को घुमाता हूँ
शायद लोगों को लगे है मैं उनको उकसाता हूँ
देकर गम अपने दिल के उनको सताता हूँ
प्यार मेरा लगे किसी को पगले की निशानी
फिर क्यों मैं उनसे दूर जाने से कतराता हूँ

में कहता भी रहूं फिर भी न यकीन होगा
इज्जत होगी ,मान और सत्कार होगा पर प्यार न होगा
होना हो तो दिल से ,यु खामोशी से आगाज़ न होगा

दिनभर यही सोच अब गले लगा लू अपनी ख़ुशी को
शायद किसी बात का इंतज़ार हो मेरी रूह को
शाम ढले , चले जैसे दिल जले,इन टूटे जमीर को लिए
अब शिकायत न रहे किसी से यह ख्वाब लिए
बस यूं ही गुनगुनाते हुए चल दिये
(v21)

Friday, August 17, 2018

Ehsaan kis baat ka

ehsaan kis baat ka
yu hi samjh raha har zajbaat ko
insaan ki chalaaki be baak c
u dil pe laga raha kisko

chod duniyan k har rasmo riwaaz
kar do har  mumkin kaam
na chin jaaye ye pal de baghwaan sabko.

ehsaan jo jaan ban kare har kaam naakaam
dil pe chot lage har din sog
ke bekhabar is raah pe chalna hai kisko.

kaisi lagi ye baat jo har baat kare naam
bin khud k ho jaaye ye anzaam
be naam



Maala ka moti

maala ka moti jo bikhar jaaye
usko wahi jaghah milne me mushkil ho jati hai.
kis ka hona kya hona mukaddar ki baat hai
dil toot jaaye to judne mein mushkil ho jati hai.

kehte hai seedhi lakeer ko pehchaano to tedi nazar aati hai
nazar seedhi kar le to dekhne me mushkil ho jaati hai.

dekhne ka nazariya hai insaan ka
kabhi paheli bhoojne mein bhi mushkil ho jaati hai.

daaman par lage daag dhul to jarur jaate hai
par unse dil pe lage nishaan dhulne mein mushkil jarur ho jaati hai.
aye dost dosti ka waasta dosti mein u imtehaan na le
saafayi dete dete bahut mushkil ho jaati hai. (v21)

Sunday, July 1, 2018

!!ek ghonsla banaya hai vishwaas da!!ਇੱਕ ਘੋਂਸਲਾ ਬਣਾਇਆ ਹੈ ਵਿਸ਼ਵਾਸ ਦਾ !!

ek ghonsla banaya hai vishwaas da
khaure tod na di samjhke sheesha aaas da

banjar jameena te hal waahun lageya
je pathar aa je koi raah da
jetu  jhootha pai gya ve sajna
ta rehna na eh full gulaab da.
khaure tod na di samjhke sheesha aas da

seh nahi hona dard
jo seene bharya sailaab da
mud eh khedaan nahio chalniya
kise naaal dhoka kar k khwaab da
khaure tod na di samjhke sheesha aas da

rakh li bhora ku ehsaan man k
bhrosa na todi baimaan ban k
koi shikawaa na hove kisi baat da
kahaure tod na di samjhke sheesha aas da.

ਇੱਕ ਘੋਂਸਲਾ ਬਣਾਇਆ ਹੈ ਵਿਸ਼ਵਾਸ ਦਾ ।
ਖੌਰੇ ਤੋੜ ਨਾ ਦੀਂ ਸਮਝਕੇ ਸ਼ੀਸ਼ਾ ਆਸ ਦਾ ।।

ਬੰਜਰ ਜਮੀਨ ਤੇ ਹਲ਼ ਵਾਹੁਣ ਲੱਗਿਆਂ ,
ਜੇ ਪੱਥਰ ਆ ਜੇ ਕੋਈ ਰਾਹ ਦਾ ।
ਓਵੇਂ ਹੀ ਜੇ ਤੁ ਝੂਠਾ ਪੈ ਗਿਆ ਵੇ ਸੱਜਣਾ ,
ਤੇ ਰਹਿਣਾ ਨਾ ਇਹ ਫੁੱਲ ਗੁਲਾਬ ਦਾ ।
ਖੌਰੇ ਤੋੜ ਨਾ ਦੀਂ ਸਮਝਕੇ ਸ਼ੀਸ਼ਾ ਆਸ ਦਾ ।।

ਸਹਿ ਨਹੀਂ ਹੋਣਾ ਦਰਦ ,
ਜੋ ਸੀਨੇ ਚ ਭਰਿਆ ਸੈਲਾਬ ਦਾ ।
ਮੁੜ ਇਹ ਖੇਡਾਂ ਨਹੀਓ ਚਲਣੀਆਂ ,
ਕਿਸੇ ਨਾਲ ਧੋਖਾ ਕਰ ਕੇ ਖਵਾਬ ਦਾ ।
ਖੌਰੇ ਤੋੜ ਨਾ ਦੀਂ ਸਮਝਕੇ ਸ਼ੀਸ਼ਾ ਆਸ ਦਾ ।।

ਰੱਖ ਲਈ ਭੋਰਾ ਕੁ ਅਹਿਸਾਨ ਮਨ ਕੇ ।
ਭਰੋਸਾ ਤੋੜੀ ਨਾ ਤੂ ਬੇਈਮਾਨ ਬਣ ਕੇ ।
ਕੋਈ ਸ਼ਿਕਵਾ ਨਾ ਹੋਵੇ ਕਿਸੀ ਬਾਤ ਦਾ ।
ਖੌਰੇ ਤੋੜ ਨਾ ਦੀਂ ਸਮਝਕੇ ਸ਼ੀਸ਼ਾ ਆਸ ਦਾ।। (v21)

Friday, June 29, 2018

।।hassa hi anda apne te।।ਹਾਸਾ ਹੀ ਆਂਦਾ ਆਪਣੇ ਤੇ।।

hassa hi anda apne te
sab luk jaan kise paase te,

main kaun haa kaun hai mera
koi samjha deve hove je mera,

samjh nahi aandi jo lende c salaha metho
aaj gaira sang laande udaariyaa shikran to,
pata v hai k menu sab samjh aandi
par dooron hi salama hundiyaa mere to.

socha ch pya main gairaa di pareshaaniyaa ch
ghar bana betha kandiyaa diyaa waadaan vch.
hun jee nahi lgda mera ena ajeeb ji kahaaniya ch
de je koi saath menu kad lave eh janjaala ch.

sab nu hasda dekh k khush hunda
jive ek murjya hove rukh khil janda
tyaari kar reha suchaji raah mile
par jaal hi mile jo hamesha mile sille
kya bola hun bol hi khatam lagde
rooh bichari hun tadfan lagge.

ਹਾਸਾ ਹੀ ਆਂਦਾ ਆਪਣੇ ਤੇ
ਸਬ ਲੁਕ ਜਾਣ ਕਿਸੇ ਪਾਸੇ ਤੇ।

ਮੈਂ ਕੌਣ ਹਾਂ ਕੌਣ ਹੈ ਮੇਰਾ
ਕੋਈ ਸਮਝਾ ਦੇਵੇ ਹੋਵੇ ਜੇ ਮੇਰਾ।

ਸਮਝ ਨਹੀਂ  ਆਂਦੀ ਜੋ ਲੈਂਦੇ ਸੀ ਸਲਾਹਾਂ ਮੇਥੋਂ
ਅੱਜ ਗੈਰਾਂ ਸੰਗ ਲੈਂਦੇ ਉਡਾਰੀਆਂ ਸ਼ਿਕਰਾਂ ਤੋਂ
ਪਤਾ ਵੀ ਹੈ ਕੇ ਮੇਨੂ ਸਬ ਸਮਝ ਆਂਦੀ
ਪਰ ਦੂਰੋਂ ਹੀ ਸਲਾਮਾਂ ਹੁੰਦੀਆਂ ਮੇਰੇ ਤੋਂ।

ਸੋਚਾਂ ਚ ਪਿਆ ਮੈਂ ਗੈਰਾਂ ਦੀ ਪਰੇਸ਼ਾਨੀਆਂ ਚ
ਘਰ ਬਣਾ ਬੈਠਾ ਮੈਂ ਕੰਡਿਆਂ ਦੀਆਂ ਵਾੜਾਂ ਚ
ਹੁਣ ਜੀ ਨਹੀਂ ਲਗਦਾ ਮੇਰਾ ਏਨਾ ਅਜੀਬ ਕਹਾਣੀਆਂ ਚ
ਦੇ ਜੇ ਕੋਈ ਸਾਥ ਮੇਨੂ  ਕੱਡ ਲਵੇ ਜੰਜਾਲਾਂ ਚ।।

ਸਬ ਨੂੰ ਹੱਸਦਾ ਵੇਖ ਕੇ ਖੁਸ਼ ਹੁੰਦਾ
ਜਿਵੇ ਪੱਤੋ ਝੜਿਆ ਰੁੱਖ ਖਿਲ ਜਾਂਦਾ
ਤਿਆਰੀ ਕਰ ਰਿਹਾਂ ਕੋਈ ਸੂਚੱਜੀ ਰਾਹ ਮਿਲੇ
ਪਰ ਸਿਲੇ ਹੋਏ ਜਾਲ ਹੀ ਮਿਲੇ
ਕਿਆ ਬੋਲਾਂ ਹੁਣ ਬੋਲ ਹੀ ਖ਼ਤਮ ਲੱਗੇ
ਰੂਹ ਬੀਚਾਰੀ ਤੜਫਣ ਲੱਗੇ।।।।

Tuesday, June 19, 2018

jaldi pekyo aayi begum

jaldi pekeyo aayi begum
yaad aande ne tere begun.
ekallya reh reh ak gai a hun
door reh reh k thak gai a hun
te tindyan waangu pak gai a hun
tey bhar v nako nak gye a hun
hun seene thand paa ni begum...

eko chappar de vch tar k
sab kuch labya shaadi kar ke
jindri lang challi mar mar k
adhey reh gye ekallya reh k
mil gyi badi saza ni begum
jaldi pekeyo aayi begum..

we ki ki rang dikha dite ne
bache jawaak chada dite ne
dil de taar jaga dite ne
chole yaad kara dite ne
taras hun khaa ni begum
jaldi pekeyo aayi begum....

gharey jaldi aan nu dil karda hai
tere taane sunan nu dil karda hai
tere hath di roti khaan nu dil karda hai
mil ke rehn nu dil karda hai
karde purey chaa ni begum
jaldi pekeyo aayi begum...

te apni marji ayiye jayiye
jawakaa nu mil k khidayiye
din nu khushhaal banaiye
badle jara hava ni begum
jaldi pekeyo aayi begum....

Saturday, June 16, 2018

!ਨਵੀ ਸਵੇਰ ਦੀ ਚਾਨਣ ਵੇਖ ! navi saveir di chanan!

ਨਵੀ ਸਵੇਰ ਦੀ ਚਾਨਣ ਵੇਖ
ਦਿਲ ਖੁਸ਼ੀ ਨਾਲ ਭਰ ਚੱਲਾ
ਸਬਨਾਂ ਥੱਲੇ ਕੀ ਵਿਛਿਆ
ਮੈਂ ਓਹੀ ਰਾਹ ਤੇ ਚੱਲਾ ।

ਨਾਇਓ ਲੋੜ ਬਾਉਤੇ ਸੰਗੀ ਸਾਥ ਦੀ
ਸਾਖ ਰੱਖੀ ਜਜ਼ਬਾਤਾਂ ਦੀ
ਹੁਣ ਮੁੜ ਚੱਲਾ ਇਕੱਲਾ
ਮੈਂ ਓਹੀ ਰਾਹ ਤੇ ਚੱਲਾ ।

ਕਿੱਥੇ ਖੁਸ਼ੀਆਂ ਬਿਕਦੀਆਂ ਦੁਕਾਨਾਂ ਤੇ
ਵਾਂਗ ਹਸਣਾ ਸਬਦੀਆਂ ਗੱਲਾਂ ਤੇ
ਹੁਣ ਨਾਇਓ ਕੱਲਾ ਇਹ ਛੱਲਾ
ਮੈਂ ਓਹੀ ਰਾਹ ਤੇ ਚੱਲਾ ।

ਨਵੇ ਰੂਪ ਦਿਖਾਏ ਇਹ ਬਾਗ਼ਾਂ ਦੀ ਕਲੀਆਂ
ਮੈਂ ਅੱਗੇ ਚੱਲਾਂ ਪਿੱਛੇ ਪਿੱਛੇ ਦੁਨੀਆਂ
ਆਓ ਦੋਸਤੋ ਹੁਣ ਮਿਲ ਕੇ ਗਾਇਏ
ਹੁਣ ਨਾਇਓ ਕੱਲਾ ਇਹ ਛੱਲਾ
ਮੈਂ ਓਹੀ ਰਾਹ ਤੇ ਚੱਲਾ । (v21)

navi sweir di chanan vekh
dil kushi naal bhar challa
sabna thale ki vichya
main ohi raah te challa..

nayio lod bahute sangi saathan di
saakh rakhi jazbaatan di
hun mud chala ekalla .
main ohi raah te challa..

kithe khushiyaa bikdiyaa dukaana te
waang hasa sabdiyaa gallan te
hun nayio kalla eh  challa.
main ohi raah te challa..

nava roop dekhaaye eh bagaa di kaliyan
main agge challan piche duniya
aao dosto hun mil ke gayiye
hun nayio kalla eh challa
main ohi raah te challa..

Friday, June 15, 2018

!ਵੇ ਕਿਵੇਂ ਸਮਝਾਵਾਂ!we kive samjhava!

ਵੇ ਕਿਵੇਂ ਸਮਝਾਵਾਂ ਚੁੱਪ ਰਿਹਾ ਨਾ ਜਾਵੇ
ਜੇ ਮਹਿਸੂਸ ਹੋਵੇ ਤਾਂ ਕਿਹਾ ਨਾ ਜਾਵੇ
ਸਬ ਕੁਛ ਸੋਜੀ ਹੋਵੇ ਤਾਂ ਹੱਲ ਵ ਦੱਸੇ
ਕਿਊ ਇਹ ਲੁਕਣ ਮੀਚੀ ਵੱਲ ਭਜੇ
ਰਾਹ ਦੀ ਉਡੀਕ ਚ ਕੀਤੇ ਬਹੁਤਾ ਸਮਾਂ ਨਾ ਹੋਵੇ
ਇਹ ਸੋਚ ਦਾ ਪੰਛੀ ਕੀਤੇ ਦੂਰ ਨਾ ਹੋ ਜੇ
ਬੈਠਾ ਕਲਮ ਦੁਆਰੇ
ਲੋਕੀ ਹੱਸਣ ਸਾਰੇ
ਲਿਖਦੇ ਲਿਖਦੇ ਕੀਤੇ ਸਿਹਾਹੀ ਨਾ ਮੁੱਕ ਜੇ ।।

!Ardaas!ਅਰਦਾਸ!

ਕੋਸ਼ਿਸ਼ ਤਾਂ ਬਹੁਤ ਕੀਤੀ ਸੀ ਫੁੱਲ ਟੁੱਟੇ ਨਾ ।
ਮਨਾਇਆ ਵੀ ਸੀ ਬਹੁਤ ਯਾਰੀ ਰੁੱਲੇ ਨਾ ।
ਹਰ ਵੇਲੇ ਦੇਣ ਦੀ ਕੋਸ਼ਿਸ਼ ਕਰਦਾ ਠੰਡੀਆਂ ਛਾਵਾਂ ।
ਮੇਰੇ ਯਾਰ ਨੂੰ ਨਾ ਲੱਗਣ ਤਾਤੀਆਂ ਰਾਵਾਂ ।।

ਦੋਸਤੀ ਸੱਚੀ ਮਹਿੰਗੀ ਪੈ ਗਈ ।
ਰੂਹ ਸਾਡੀ ਮੁੱਖ ਮੋੜ ਕੇ ਬਹਿ ਗਈ ।
ਰੂਹ ਜੇ ਮੇਰੀ ਨੂੰ ਔਕੜ ਆਵੇ ।
ਸਬ ਕੁਛ ਛੱਡ ਕੇ ਭੱਜੀ ਆਵਾਂ।
ਮੇਰੇ ਯਾਰ ਨੂੰ ਨਾ ਲੱਗਣ ਤਾਤੀਆਂ ਰਾਵਾਂ ।।

ਕਿ ਫਰਕ ਪੈਣਾ ਉਦੇ ਜਜ਼ਬਾਤਾਂ ਨੂ ।
ਸੁੱਕੇ ਰਹਿ ਗਏ ਬਿਨ ਪਾਣੀ ਦਿੱਤੇ ਬਾਗਾਂ ਨੂੰ ।
ਆਖਰੀ ਸਾਹ ਤਕ ਰਹਿਮਤ ਮੰਗੀ ਜਾਵਾਂ ।
ਮੇਰੇ ਯਾਰ ਨੂੰ ਨਾ ਲੱਗਣ ਤਾਤੀਆਂ ਰਾਵਾਂ ।।

ਖੁਸ਼ ਰਹੇ ਆਬਾਦ ਰਹੇ ਹੀ ਦੁਆ ਮੰਗੀ ਜਾਵਾਂ ।
ਮੇਰੇ ਯਾਰ ਨੂੰ ਨਾ ਲੱਗਣ ਤਾਤੀਆਂ ਰਾਵਾਂ ।।
ਮੇਰੇ ਯਾਰ ਨੂੰ ਨਾ ਲੱਗਣ ਤਾਤੀਆਂ ਰਾਵਾਂ ।।।

Thursday, June 14, 2018

!!Anaadi!!

sachi keha lokaan ne k bano hoshiyaar,
asi sub kuch samjhya par samjhya na gya pyaar,
hoshiyaran di basti ch asi rahe anaadi,
asi sub kuch lutaaya loki ban gaye khidaari..

bahuta maan dita jina layi supne sajaaye,
duniya parkh sikhaaye- kaun apne kaun paraaye,
sattaan lagiya ch hasde rahe hasaande rahe,
tarle paaye minta kityaan supne hadaande rahe,
hoshiyaran di basti ch asi rahe anaadi,
asi sub kuch lutaaya loki ban gaye khidaari..

tutte full le k digde dehnde,
guma di raat- yaar di yaad ch rehnde,
ki ki khwaab sajaaye rehnde,
hoshiyaran di basti ch asi rahe anaadi,
asi sub kuch lutaaya loki ban gaye khidaari..

boota ishaqe da laya c
soch de panchi ne v age hath wadaya c
juande jee maar gya paar
raho ena julma to door
hoshiyaaran ne aikhaya c
hoshiyaran di basti ch asi rahe anaadi,
asi sub kuch lutaaya loki ban gaye khidaari.

Friday, June 8, 2018

!!apnyaa de haase!! ਆਪਣੀਆਂ ਦੇ ਹਾਸੇ!!

we ki gallan kariye sajjan meet gawaayee lagde.
dushman di ni lod hun apne v paraaye lagde.
kitaabaan de akhar samjhe ni jaande
geetaan de bol hun likhe ni jaande
dushman di ni lod hun apne v paraaye lagde..

sajjana de supne kharidi jawaa
mul naa pawaan jithe jaawaan.
jwaani de diti sab lyi
dukh le ke kushiyaan wandi jawaan.
panchi v sochan vich labhi jaawve
apnya de hasse kharide nahi jaande
dushman di ni lod hun apne v paraaye lagde..

aau aisa sama jide hath vch hove dorr kushiyaan di
dil di gal dasaan main sabnu hove navi saweir wargi
kushiyaan da vehda hove
samey di thod na hove
jhoote khwaab sajaaye nahin jaande
dushman di ni lod hun apne v paraaye lagde..
(v21)

ਵੇ ਕੀ ਗੱਲ਼ਾਂ ਕਰੀਏ ਸੱਜਨ ਮੀਤ ਗਵਾਏ ਲਗਦੇ।।
ਦੁਸ਼ਮਨ ਦੀ ਨੀ ਲੋੜ ਹੁਣ ਆਪਣੇ ਵੀ ਪਰਾਏ ਲਗਦੇ।।
ਕਿਤਾਬਾਂ ਦੇ ਅੱਖਰ ਸਮਝੇ ਨੀ ਜਾਂਦੇ।।
ਗੀਤਾਂ ਦੇ ਬੋਲ ਹੁਣ ਲਿਖੇ ਨੀ ਜਾਂਦੇ।।
ਦੁਸ਼ਮਨ ਦੀ ਨੀ ਲੋੜ ਹੁਣ ਆਪਣੇ ਵੀ ਪਰਾਏ ਲਗਦੇ।।

ਸਜਣਾ ਦੇ ਸੁਪਨੇ ਖਰੀਦੀ ਜਾਵਾਂ
ਮੂਲ ਨਾ ਪਾਵਾਂ ਜਿਥੇ ਜਾਵਾਂ
ਜਵਾਨੀ ਦੇ ਦਿੱਤੀ ਸਬ ਲਈ
ਦੁਖ ਲੈ ਕੇ ਖ਼ੁਸ਼ੀਆਂ ਵੰਡੀ ਜਾਵਾਂ
ਪੰਛੀ ਵੀ ਸੋਚਾਂ ਵਿਚ ਲਬੀ ਜਾਵੇ
ਆਪਣਿਆਂ ਦੇ ਹਾਸੇ ਖਰੀਦੇ ਨਹੀਂ ਜਾਂਦੇ
ਦੁਸ਼ਮਨ ਦੀ ਨੀ ਲੋੜ ਹੁਣ ਆਪਣੇ ਵੀ ਪਰਾਏ ਲਗਦੇ।।

ਆਉ ਐਸਾ ਸਮਾਂ ਜਿੰਦੇ ਹੱਥ ਵਿਚ ਹੋਵੇ ਡੋਰ ਖੁਸ਼ੀਆਂ ਦੀ
ਦਿਲ ਦੀ ਗੱਲ ਦਸਾਂ ਮੈਂ ਸਬ ਨੂੰ ਹੋਵੇ ਨਵੀ ਸਵੇਰ ਵਰਗੀ
ਖੁਸ਼ੀਆਂ ਦਾ ਵੇਹੜਾ ਹੋਵੇ
ਸਮੇ ਦੀ ਥੋੜ ਨਾ ਹੋਵੇ
ਝੂਠੇ ਖਵਾਬ ਸਜਾਏ ਨਹੀਂ ਜਾਂਦੇ
ਦੁਸ਼ਮਨ ਦੀ ਨੀ ਲੋੜ ਹੁਣ ਆਪਣੇ ਵੀ ਪਰਾਏ ਲਗਦੇ।। (v21)

Thursday, June 7, 2018

!!ehsaan!!ਅਹਿਸਾਨ!!

log ehsaan lekar bhool jaate hai
main eshaas lekar nahi bhoolta
sharminda ho jaate hai aksar log
main dorang laker nahi bhoolta.

bhoola bhatka hi sahi
girta fisalta hi sahi
rishton mein ulajhta hi sahi
main dil pe lage rog nahi bhoolta

shikron par raha
aashiyaane banata raha
sitaron ko sajata raha
geet gungunata raha
bheetar bethe soch k panchi ko nahi bhoolta

apno k lage sitam
aasmaan mein bikhare huye rang
acha beta sama buree bete gum
bhoolne pe bhi nahi bhoolta (v21)

Saturday, June 2, 2018

!!ek dooni dooni!! ਇਕ ਦੂਣੀ ਦੂਣੀ ਤੇ ਦੋ ਦੂਣੀ ਚਾਰ!!

ek dooni dooni te do duni chaar
je nibhaya na jaaye taa karo na pyaar.
himmat hove taa saath nibhaiye
nahi ta hizrat hove ta sulli chad jaayiye.

dosh karma da hove taa kinu pachtayiye
saath apnya da hove ta manjil nu paayiye
sochaa da panchi fir bole apne matlab di...
matlabi hove yaar ta karo na pyaar
ek duni duni te do duni chaar.

mani da ehsaan us rab da
shauki eh panchi es kalam da
yaara di yaari nu hamesha yaad karida
dil di dil vch hi rakhda eh tera yaar
ek duni duni , do duni chaar (v21)

In punjabi also

ਇਕ ਦੂਣੀ ਦੂਣੀ ਤੇ ਦੋ ਦੂਣੀ ਚਾਰ
ਜੇ ਨਿਭਾਇਆ ਨਾ ਜਾਵੇ ਤਾਂ ਕਰੋ ਨਾ ਪਿਆਰ

ਹਿੰਮਤ ਹੋਵੇ ਤਾਂ ਸਾਥ ਨਿਭਾਈਏ
ਜ਼ਿੱਲਤ ਹੋਵੇ ਤਾਂ ਸੂਲੀ ਚਡ ਜਾਈਏ
ਦੋਸ਼ ਕਰਮਾ ਦਾ ਹੋਵੇ ਤਾਂ ਕੀਨੁ ਪਛਤਾਈਏ
ਸਾਥ ਆਪਣੀਆਂ ਦਾ ਹੋਵੇ ਤਾਂ ਮੰਜਿਲ ਨੂੰ ਪਾਈਏ

ਸੋਚਾਂ ਦਾ ਪੰਛੀ ਫਿਰ ਬੋਲੇ ਆਪਣੇ ਮਤਲਬ ਦੀ,,,,,,
ਮਤਲਬੀ ਹੋਵੇ ਯਾਰ ਤਾਂ ਕਰੋ ਨਾ ਪਿਆਰ
ਇਕ ਦੂਣੀ ਦੂਣੀ ਤੇ ਦੋ ਦੂਣੀ ਚਾਰ
ਮੰਨੀ ਦਾ ਹਿਸਾਂ ਉਸ ਰਬ ਦਾ

ਸ਼ੌਂਕੀ ਇਹ ਪੰਛੀ ਇਸ ਕਲਮ ਦਾ
ਯਾਰਾਂ ਦੀਆਂ ਯਾਰੀਆਂ ਨੂੰ ਹਮੇਸ਼ਾ ਯਾਦ ਕਰੀਦਾ
ਦਿਲ ਦੀ ਦਿਲ ਵਿਚ ਹੀ ਰੱਖਦਾ ਇਹ ਤੇਰਾ ਯਾਰ
ਇਕ ਦੂਣੀ ਦੂਣੀ ਤੇ ਦੋ ਦੂਣੀ ਚਾਰ (v21)


Wednesday, May 30, 2018

!!Maine raat se pucha!!मैंने रात से पूछा!!

maine raat se pucha kya fir se aayegi subha meri jindgi mein
raat khil khila k has padi or kehne lagi
k subha bhi intzaar kar rahi hai mera
din k baad hi hota hai andhera
yu kashm a kash mein kyu pada re bande
har ujaale k baad aata hai andhera.
soch ka panchi bhi dhoondhe us subha ko
jiske aa jaane se ho jata hai savera.( V21)

मैंने रात से पूछा क्या फिर से आएगी सुबह मेरी ज़िंदगी में
रात खिलखिला के हस पड़ी और कहने लगी
के सुबह भी इंतज़ार कर रही है मेरा
दिन के बाद ही होता है अंधेरा
यू कशमकश मैं  क्यों पड़ा रे बंदे
हर उजाले के बाद आता है अंधेरा
सोच का पंछी भी ढूंढे उस सुबह को
जिसके आ जाने से हो जाता है सवेरा।

Monday, May 28, 2018

!!aankhe!! आँखें!!

aaknho ko dekh ra tha tumhaari
bahut udaas thi khumaari
lagta ho koi dil ki bimaari
kahaani ho ek tumhaari.

samjhte samjhte beet gyi sadiyaa
yu kahi choot na jaaye ye rasiya
jhilmil sa ho sitaaron ki taran
ab kuch kar lo thodi batiyaa

soch ka panchi bhi betha kuch kehne ko
ab kahi kho na jaaye ye ratiyaa( v21)

आंखों को देख रहा था तुम्हारी
बहुत उदास थी खुमारी
लगता हो कोई दिल की बीमारी
कहानी हो एक तुम्हारी

समझते समझते बीत गयी सदियाँ
यू कही छूट न जेर ये रसिया
झिलमिल से हो सितारों की तरह
अब कुछ कर लो थोड़ी बतियाँ।

सोच का पंछी भी बैठ कुछ कहने को
अब कही झो न जेर ये रतिया (v21)

Friday, May 18, 2018

!!Bachpan!! बचपन!!

bacha hota hain bachpan

suhaani hoti hai raahein

jaise khilne ko ho morr

tang galiyon ka  shore


            jisme sab mil jaayein

wo suhaani ci hai raahein


spno ka mehal

jaise kaanch ka ho sehar

wo khilti dhoop

mitti mein milte roop

asmaan ko chooti baahein

wo suhaani ci hai raahein


kanchon ki awaaz

jaise ho koi saaz

pairon ki aahat

ho maa ki pyaari c muskurahat

jaise saara aakaash mil jayein

wo suhaani ci hai raahein


soch ka panchi bhi hai kataaro mein

jhoomti bahaaron mein

bachpan ki gustaakhiyon mein

ghulta in galiyaron mein

jaise sab meet ho jayein

wo suhaani ci hai raahein


(v21)


Tuesday, May 15, 2018

!!Ateet!! अतीत!!

mera ateet us dhoondle aaiyne jaisa hai
jise yaad k darr bhi lagta hai

k kisi par na aaye aisa qehar.
jeene ko thi jindagi
rab se maangta tha khair.
jeete ji marne ki chaah thi
par himmat durust the mere pair.
jisse yaad kar ke darr bhi lagta hai

you logon k ishaaron par tha jeevan
jeevan jaise kaaton ka ho upvan.
ab bhi yaad aate hai wo pal
jab khel mein  bhi dikhta ta sunaapan.
us ateet se bichde kayi barson ho gye
par use yaad kar k darr bhi lagta hai.

kamiyon ka sailaab har ek mein tha
soch ka panchi bhi usi kataar ka hissa tha
un zakhmon k chedon ko kaun silta tha.
us dhoondle ayene mein kuch dikhai nahi deta hai
par use yaad kar k darr bhi lagta hai.

mera us aayine ko todne ka mann karta hai
khushiyon ko batorne ka man karta hai
koi le jaaye is dhoondlee tasveer ko
baad muddat apne ko dekhne ka man karta hai.
par use yaad kar k darr bhi lagta hai (v21)

Monday, May 14, 2018

!!milne ki aarzoo!!मिलने की आरज़ू!!

lagta hai emtehaan ki ghadiyaa khatam hone ko hai
dhadkan thami se jaa rahi hai
utsaah badne ko hai
emtehaan ki ghadiyaa khatam hone ko hai

badi sidat se yeh pad da uthega
chehra aur bhi haseen dikhega
gulaab ki pankhudiyaa khilne ko hai
emtehaan ki ghadiyaa khatam hone ko hai

aaj nasha sa chaa raha hai hame
kyu lagta hai waqt yahi par thamme
jaan khone ko hai
dil rone ko hai
emtehaan ki ghadiyaa khatam hone ko hai

(v21)

!!zindgi ke kuch hisse!! जिंदगी के कुछ हिस्से !!

pyaar dhoonda par na mila
satkaar maanga par na mila
kaaton k siwaaye kuch na mila
mile to bus zindgi k kuch hisse.

ham bhi ajeeb the
khuaishein rakhte gye
gumo ko gale lagaate rahe
barbaadiyon k aalam the
mile to bus zindgi k kuch hisse.

silsila u hi barkarar tha
himmat ka bhi kya jawaab taa
ik din soch ka panchi jaaga
dil ke armaan le k bhaaga
mile to bus zindgi k kuch hisse

thak ke haar gya jamaane se
na mile wo afsaane se
milo door ka safar abhi baaki hai
jindagi ka gujar jaana abhi baaki hai
abhi bhi doondh raha patton me patjadh
par mile to bus zindgi k kuch hisse (v21)

Sunday, May 13, 2018

!!sabar ka safar!! सबर का सफर !!

sabar ka safar bahut kam kyu hai
bechaini k aalam mein itna dam kyu hai
unse milne ki chaah hai par raaasta itna tang kyu hai
sabar ka safar bahut kam kyu hai

koi jaakar unhe batlaata kyu nahi
yaar bekraar hai ye samjhaata kyu nahi
unke dedaar e yaar ka man kyu hai
sabar ka safar bahut ka kyu hai

fool murjhaate gaye
patjhad rang laati gayi
ab koi ye bataade ein rango mein kami kyu hai
sabar ka safar bahut kam kyu hai

kab waqt aisa ayega
jab chand muskuraayega
bhawar foolon par mandraayega
soch ka panchi bhi tera ho jayega
yeh khel itna berang kyun hai
sabar ka safar bahut kam kyu hai
sabar ka safar bahut kam kyu hai (v21)

Saturday, May 12, 2018

!!pyaar mein bechaini!! प्यार में बेचैनी!!

jaisa dhaalna chahti ho dhal jaaunga
tumhaari yaad mein kafir bhi ban jaaunga
yu ruksat na kar apni jindgi se jeete jee hi mar jaaunga

pyaar ka matlab tab pata chala jab tu mujhse door hui
ek ek saans aise lagi jaise phool se mehak door hui
kaise bataau k main kitna tumhe chahta hun

kaise bataau k tumhe kitna chahta hun
bus ye hi shayeri mein apne dil ka haal sunaata hun
meri shayeri ko na samajh lena ek mazaak eh mere hamsafar
bhawra ban kar bhi roshni mein apne sapno ko jalaata hun

ho sake to is naaceez ko apna hum safar samajh lena
tumhaari muhbat mein apne dil k sab khwaab sajaata hun  (v21)

!!pyaar ka izhaar!!प्यार का इज़हार!!

jo likha hai sach hi likha hai
dil mein daba sa ek khwaab likha hai

kisi ki khamoshi kayi sawaal khade kar deti hai
jevan ki ye kahaani ek pahaad dekhaayi deti hai

par dard is seene mein bhi hai
jo umadte nahi
sawaal aise bhi hai jo bahar aate nahi
farak bas itna hai tum keh deti ho
hum dil se bahar laate nahi

tumko paane mein waqt jarur laga
deir se hi sahi waqt to laga

kuch baaton par tumhaara ruthna hamme pareshaan karta hai
par sab kuch jaante hue bhi pareshaani ka panna saaf hi dikhta hai

tumme kya buraai nikaalu buraai to mujh mein hai
dil aaj bhi tumhe chahta hai
dil kal bhi tumhe chaahta hai       (V21)

Thursday, May 10, 2018

!!Khwaab!!ख्वाब!!

aankhein khwaab dekhti hain.
kisi se mil jaane ka
ya khud k kho dene ka
tanhaa reh jaane ka
khud ko dukh dene ka
chaahat haar dene ka
aankhein khwaab dekhti hain

bichade hue lamho ka
kisi raaste par mil jaane ka
jakhmo k sil jaane ka
jamaane k gujar jaane ka
soch k panchi ka ho jaane ka
khwaab k haasil ho jaane ka

haqiqat kaa khwaab mein tabdeel hone ka
bhikre hue khwaabo k jud jaane ka
aankein khwaab dekhti hai

tum to khud hi ek khwaab ho
husan ka
jawaani ka
ek dard bhari kahaani ka
aankein khwaab dekhti hain

is khwaab ko tumne pura karna hai
mera ho jaane ka
pyaar badaane ka
mohbat mein fana ho jaane ka
is khwaab ko tumne pura karna hai

main apne dil se kehta hu
k main tumse bahut pyaar karta hun
tumhaare liye sab kuch lutaana chahta hun

kya is khwaab ko poora karogi
is chahat ko gale lagaane ka
dil ko samjhaane ka
kya is khwaab ko poora karogi

is choti c kavita ko kuch labzon mein viraam deta hun
main tmse bahut bahut pyaar karta hun(v21)

!!chand teri chandni!!चांद तेरी चांदनी!!

wa re chaand teri chandni
dil ko lubhaati hai
sapno ko jagaati hai
tujh ko bulaati hai
wa re chaand teri chandni
dil ko lubhaati hai

beni teri roshni k raat bhi adhuuri hai
tere paas aane mein meelo ki doori hai
deedaar ki pyaasi in aankhon ko itna tadpaati hai
wa re chaand teri chandni
dil ko lubhaati hai

suraj bhi dekhe to wo mand hi mand muskuraayega
samndhar bhi tujhe dekhe to thirkhaayega
soch ka panchi bhi tera ho jaayega
teri roshni sab ko itna bulaati hai
wa re chaand teri chandni
dil ko lubhaati hai

main bhi apne chand se milna chahta hun
apni doori ka ehsaas dilaana chahta hun
mujhe dekhte hi kahi wo chup jaati hai
wa re chaand teri chandni
dil ko lubhaati hai

(v21)

वाह रे चांदनी तेरी चांदनी
दिल को लुभाती है
सपनों को जगाती है
तुझ को बुलाती है
वाह रे चाँद तेरी चांदनी
दिल को लुभाती है
बिन तेरे रात भी अधूरी है
तेरे पास आने में मीलों की दूरी है
दीदार की प्यासी इन आँखों को उतना तड़पाती है
वाह रे चाँद तेरी चांदनी
दिल को लुभाती है
सूरज भी देखे तो मंद ही मंद मुस्कुराएगा
समंदर भी देखे तुझको तो थिरकायेगा
सोच का पंछी भी तेरा हो जाएगा
तेरी रोशनी सब को इतना बुलाती है
वाह रे चाँद तेरी चांदनी
दिल को लुभाती है
मैं भी अपने चांद से मिलना चाहता हूँ
अपनी दूरी का एहसास दिलाना चाहता हूं
मुझे देख के कही वो छुप जाती है
वाह रे चाँद तेरी चांदनी
दिल को लुभाती है

pyaar te satkaar

langhya sama na waapis aanda kyu supne di gal karda , apna aj saawro ehi ardaas karda evein mitti nahi karida kise de ehsaana nu na kad...